Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Monday, December 5, 2011

mazar pe jana or sahib e mazar ko waseela bana na jahiz ha

As salamu allaiqum
tamam tareefe Allah tala k liya ha or sab se achi baat yeah ha k us ny hamare hidayat k liya quran beja or nabi salal laho allai wasalam ko hamare hidayat ka liya beja .logo ka atarz hota ha mazar pe jana se or bohat se log waseela ko nahi maanta inshallah is post main quran ka proved deya ja raha ha ka yeah jahiz ha .
quran main Allah talah farmate ha
اورہم نے کبھی کوئی رسول نہیں بھیجا مگر اسی واسطے کہ الله کے حکم سے اس کی تابعداری کی جائے اور جب انہوں نے اپنے نفسوں پر ظلم کیا تھا تیرے پاس آتے پھر الله سے معافی مانگتے اور رسول بھی ان کی معافی کی درخواست کرتا تو یقیناًیہ الله کو بخشنے والا رحم کرنے والا پاتے
Surah nisa chaptor no 4 verse number 64
abb is aiyat ko zara ghoor kareen . k is aiyat main Allah tala farma rahe ha ka tare pass ate . bazz jaga is ka matlab likha ha k nabi kareen Salal laho allai wasalam k astana main ate . phir mafi mangta . or nabi kareen Salal laho allai wasalam be khod in ki sifarish karte . yakinan yeah allah ko baksh na wala raham karna wala pate . abb hum log mazar pe ja kar kya karte ha yahe amal to karte ha q k sahib mazar hamare liya Allah se dua karte ha or hamara kam ho jata ha
اے ایمان والو الله سے ڈرو اور الله کا وسیلہ تلاش کرو اور الله کی راہ میں جہاد کرو تاکہ تم کامیاب ہو جاؤ
Surah maida chaptor no 5 verse number 35
abb is aiyat ko samjha k Allah talah khod keh rahe ha k wasila talash karo . matlab k Allah k pyara bando k wasila talash karo
ان کے مالوں میں سے زکواة لے کہ اس سے ان کے ظاہر کو پاک اور ان کے باطن کو صاف کر دے اورانہیں دعا دے بے شک تیری دعا ان کے لیے تسکین ہے اوراللہ سننے والا جاننے والا ہے
Surah taubah chaptor number 9 verse number 103
abb is aiyat ko deakha k is main Allah tala khod hukum kar rahe ha Rasool pak salal laho allai wasalam ko k dua den k apki dua in k liya taskine ha .
67اور جب موسیٰ نے اپنی قوم سے کہا کہ الله تمہیں حکم دیتا ہے کہ ایک گائے ذبح کرو انہوں نے کہا کیا تم ہم سے ہنسی کرتا ہے کہا میں الله کی پناہ مانگتا ہوں اس سے کہ جاہلوں میں سے ہوں

68انہوں نے کہا ہمارے لیے اپنے رب سے دعا کر ہمیں بتائے کہ وہ گائے کیسی ہے کہا وہ فرماتا ہے کہ وہ ایک ایسی گائے ہے نہ بوڑھی اور نہ بچہ اس کے درمیان ہے پس کر ڈالو جو تمہیں حکم دیا جاتا ہے
69انہوں نے کہا ہمارے لیے اپنے رب سے دعا کر کہ ہمیں بتائے اس کا رنگ کیسا ہےکہاوہ فرماتا ہے کہ وہ ایک زرد گائے ہے اس کا رنگ خوب گہراہے دیکھنے والوں کو بھلی معلوم ہوتی ہے

70انہوں نے کہا ہمارے لیے اپنے رب سے دعا کر ہمیں بتائے کہ وہ کس قسم کی ہے کیوں کہ وہ گائے ہم پر مشتبہ ہو گئی ہے اور ہم اگر الله نے چاہا تو ضرور پتہ لگا لیں گے
71کہا و ہ فرماتا ہے کہ وہ ایک ایسی گائے ہے محنت کرنے والی نہیں جو زمین کو جوتتی ہو یا کھیتی کو پانی دیتی ہو بے عیب ہے اس میں کوئي داغ نہیں انہوں نے کہا اب تو نے ٹھیک بات بتائی پھر انہوں نے اسے ذبح کر دیا اور وہ کرنے والے تو نہیں تھے
Surah bakarah 67,68,69,70,71
is aiyat main hazrate musa ki qom ny bar bar Allah se dua karna ka zikar kiya ha .

(8) اور جب تمہیں کوئی دعا دے تو تم اس سے بہتر دعا دو یا الٹ کر ویسی ہی کہو بے شک الله ہر چیز کا حساب لینے والا ہے
( سورة النساء , An-Nisa, Chapter #4, Verse #86)

abb is aiyat main Allah talah khod keh rahe ha ka tumain koi dua den to tum be us ko badla main behtar dua do ya phir wapious usko wesa he kaho

(9) اور جب ان پر کوئی عذاب آتا تو کہتے اے موسیٰ ہمارے لیے اپنے رب سے دعا کر جس کا اس نے تجھ سے عہد کر رکھاہے اگر تو نے ہم سے یہ عذاب دور کر دیا تو بے شک ہم تجھ پر ایمان لے آئيں گے اور بنی اسرائیل کو تیرے ساتھ بھیج دیں گے
( سورة الأعراف , Al-Araf, Chapter #7, Verse #134)

abb is aiyat ko deakha k jab in per koi ahzab ata to hazrate mosa Allai salam se kehta k hamare liya allah se dua kareen .

(11) اور بعضے گنوار ایسے ہیں کہ الله پر اور قیامت کے دن پر ایمان لاتے ہیں اور جو کچھ خرچ کرتے ہیں اسے الله کےنزدیک ہونے اور پیغمبر کی دعاؤں کا ذریعہ سمجھتے ہیں خبردار بے شک وہ ان کے لیے نزدیکی کا سبب ہے عنقریب انہیں اللہاپنی رحمت میں داخل کرے گا بے شک الله بخشنے والا مہربان ہے

( سورة التوبة , At-Taubah, Chapter #9, Verse #99)

is aiyat per zara ghoor kareen k bazz gaavar ahsa ha jo Allah per or qayamat per iman late or paigambar ki duas ka zarya samjhta . zarya samjh na se kya morad ha ? matlab apni hajat ko paigambaro ki dua ka through hall karwana yani ka wo Allah se dua kareen taka logo ki mushkel hall ho .

(14) اور ابراھیم کا اپنے باپ کے لیے بخشش کی دعا کرنا اور ایک وعدہ کے سبب سے تھا جو وہ اس سے کر چکے تھے پھرجب انہیں معلوم ہوا کہ وہ الله کا دشمن ہے تو اس سے بیزار ہو گئے بے شک ابراھیم بڑے نرم دل تحمل والے تھے
( سورة التوبة , At-Taubah, Chapter #9, Verse #114)

abb is aiyat main hazrate ibrahim allai salam ny apna walid k liya dua ki

46کہا اے ابراھیم کیا تو میرے معبودوں سے پھرا ہوا ہے البتہ اگر تو باز نہ آیا میں تجھے سنگسار کردوں گا اور مجھ سے ایکمدت تک دور ہو جا
47کہا تیری سلامتی رہے اب میں اپنے رب سے تیری بخشش کی دعا کروں گا بے شک وہ مجھ پر بڑا مہربان ہے
( سورة مريم , Maryam, Chapter #19, Verse #46,47)

abb is aiyat ko be ghoor se parleen k hazrate ibrahim allai salam ny apna walid k liya salamti ki dua karna ko kaha

46اور ہم نے موسیٰ کو اپنی نشانیاں دے کر فرعون اور اس کے امرائے دربار کی طرف بھیجا تھا سو اس نے کہا کہ میں پروردگار عالم کا رسول ہوں
47پس جب وہ ان کے پاس ہماری نشانیاں لایا تو وہ اس کی ہنسی اڑانے لگے
48اور ہم ان کو جو کوئی نشانی دکھاتے تھے تو ایک دوسرے سے بڑھ کر ہوتی تھی اور ہم نے انہیں عذاب میں پکڑا تاکہ وہ باز آ جائیں
49اور انہوں نے کہا اے جادوگر اپنے رب سے ہمارے لیے اس عہد سے جو تجھ سے اس نے کیا ہے دعا کر ہم ضرور راہ پر آجائیں گے
50پھر جب ہم ان سے عذاب ہٹا لیتے تو اسی وقت عہد کو توڑ دیتے

( سورة الزخرف , Az-Zukhruf, Chapter #43, Verse #46,47,48,49,50)
abb is aiyat main deakha k dua karna ko kaha gaya ha


basic concept yeah ha ka mazar pe ja kar sahib e buzurg se dua ki darkhuwast karna jahiz ha q k app khod deakha k hazrate mosa ki qom ny bar bar hazrate mosa se dua karna ko kaha or wo karte . or hazrate mosa allai salam waseela bana . yaha tak mana or be bohat se quranic proved dalah ha dua k bareen is liya mazar pe ja kar sahib e mazar se dua ki darkhuwast karna jahiz ha . q k rabtala unki sunta ha . abb itna sare quran ki aiyat ka proved ka baad be kisi ko samajh nai ate yeah baat to Allah talah us ko hidayat de mana apni pore koshes ki ha samjhana ki


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Auliya,wali, nake buzurgo se madad lena jahiz ha

As salamu allaiqum

Allah k nake buzurgo se madad mang na jahiz ha . is video ko deak lay inshallah achi tarah samajh a jai ga










Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





mazar pe dua karna jahiz ha

As salamu allaiqum

mazar pe ja kar dua karna jahiz ha is main kuch haram nahi ha . yaha per mufti sahab ka fatwa post kar raha ho


Question
Aoa Mufti Sahab. Mera sawal ye hai ke mein ye jaana chahata hon ke mazaron pe ja ke jo log duaeien mangte hai kya woh theek hai ? agar dua mangi jaye tu kis tarah se us ka kuch maksos tareeqa hai ?mein karachi ka rehne wala hon sayed app ne suna ho Abdulah Shah Qazi ka mazar jo bohat mhushor hai clifton pe hai kya wahan ja ke koi dua mangi ja sacti hai ? Log aisa kehte hai ke Agar upper bat pouhchani ho tu neache se hi upper jana parta hai ye Allah ke neek bande reh chouke hai ye waseela ban sacte hai per Mufti Sahab Jab Allah Hamari Sheh Rag se bhi zayada Qareeb hai woh sab kuch jaanta hai hamare bare mein tu hum apni baat khod kiuo upper tak nahi keh sacte bhale hi hum ghunagar kiuo na ho ? barie meherbani meri in baton ka tafseel se jawab dejeye ga .

Answer
orignal website http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=10938



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





sahib mazar se mangna jahiz ha

As salamu allaiqum

bohat se log yeah kehta ha ka mazar pe ja kar mang na jahiz nahi ha . abb yaha per main mufti sahab ka bakaheda fatwa post kar raha ho jo hadees ka motabik ha

Question

asslamualikum,myne suna hi ki sarkar ka wasta sahaba ka wasta auliya ka wasta dekar duakarna jayez hi,lekin kuch log mazar ke samne khade hokar yakhwaza muze dede,yaalimuzedede, kahkardua karte hi ye to shirk ho gaya,dene walizaat to allahki hi auliya waster se dua karna to zayez magar maslan yaallah meri is duako auliya ke waste se qubulfarma lekin yakhwaja muje dede ye kahan tak sahi hi.

Answer:
orignal website url http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=10706



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





kya kisi k waseela se dua karna jahiz ha ?

As salamu allaiqum

yaha per waseela de kar dua karna ki baat ki ja rahe ha . app nake buzurgo, Allah ka rasoolo ka waseela de kar dua kar sakte ha is main kohi harj nahi ha or na he kohi gonah ha . yaha tak ka App nabi pak Salal laho allai wasalam ka be waseela de kar Allah talah se dua kar sakte ha yaha per mufti sahab ka fatwa post kar raha ho

Question

aslam o alikum k baad arz hay k Mera Sawal waseela k barey mein hay. mein nein aap ka jawab no 5977 suna hay jo waseelay ke barey mein hay. magar iss mein kahin b waseelay k saath dua yaan sawal kerney k barey mein nahi hay. plz waseela k sath dua kernay k barey mein Quran aor hadees se kuch arz farmayain. aor meherbani farma ker jo aayat yaan hadees batain uss ka hawala (source ayat and sora no) zaroor batain.

Answer:

orignal website http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=14815



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Mazar pe q jate ha ?

As salamu allaiqum
Mazar pe log jate ha apna apna maksaad ko le kar . kohi hazire dena jata ha . kohi wesa he mil na chata ha . kohi mazar pe dua karna jata ha . kohi buzurg ki khidmat karna jata ha . kohi apna maksaad haal karvana jata ha . kohi apna riza barwana k liya jata ha . kohi apni pareshanio ko solve karwana jata ha . bar hall her shaks ka apna apna akida ha mazar pe jana ka . abb sare jante ha k mazar se logo k kam bante ha morade pore hote ha mushkelat hall hote ha is he liya log mazar pe jate ha . laken yeah blog bana na k maksaad ha k sahib e buzurg se sil sila jora jahe yani un se waqtan waqtan imdad hasil ki jahe . q k yeah sahib e buzurg agar kisi k liya dua kareen to us ki zindage ban jate ha gareeb se Ameer ban jata ha . or in ki duas fakiro ko badshah bana dete ha . q k buzurgo ko dunia ka kohi lalach nahi hota yeah Allah ki raza k liya karte ha .

Hadees pak main ha : Tum zameen walo par raham karo , Allah tum par raham karega

Abdullah ibn Amr ibn al-As Radi Allaho Anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallaho Alaihey Wasallam ne farmaya Reham karney walo par Rahman bhi reham fermata hai, tum zameen walo par raham karo tum par wo raham karega jo Aasman mein hai
Abu Dawud, 1506

Narrated Abdullah ibn Amr ibn al-As Radi Allaho Anho : The Prophet peace_be_upon_him said: The Compassionate One has mercy on those who are merciful. If you show mercy to those who are on the earth, He Who is in the heaven will show mercy to you.
Abu Dawud, Book 41, Number 4923
Abb jab buzurgo ka astana main sawali ate ha to yeah unki madad karte ha Allah ki kushnodi k liya .



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





kon see mazar logo ko faida pouchate ha

As salamu allaiqum
Sab se pehla to yeah decide kareen ka kon se mazar pe app jai to waha jana se apko faida ho . yeah yaad rakhe k buzurgo ki be types hote ha kohi rohani hote ha , kohi shafi hote ha . kohi jalali hote ha , kohi jamali hote ha . wegara wegara laken garaz yeah ha k jab ahsa buzurg ka dunia se jana ka time ah jata ha to in ki marze hote ha k yeah logo k liya faiz e am jare kareen ya nahi . yani is dunia se rooksat hona k baad sahib buzurg khod or unka jinnat wa mokelat logo ki madad kareen . abb yeah buzurg ka khod ka faisala hota ha k wo logo ki madad kareen ya nahi . is liya ahse mazar talash kareen jaha per logo ko faiz e am jare ho . matlab logo k kam nikalte ho logo ko faida pouchta ho .abb ahse mazar ko talash karna bohat he assan ha is kam main log apki madad kareen ga . app jaga jaga mazaro pe jahe or logo se information lay k sahib e mazar ka bare main k wo rohani tor pe madad karte ha ya logo ka kam nikalte ha is mazar se to wo apko batade ga k kam hota ha ya nahi ya phir apko kisi or mazar ka hawala den de ga



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Sahib e mazar ka darjat maloom karna

As salamu allaiqum
Jab be kisi be mazar pe jai to app sahib he buzurg k darjat yani rootba ko zaroor maloom kareen . q k yeah apka liya bohat faidamand ha bohat se log mazar pe to jate ha laken wo jis buzurg se madad le rahe hote ha us ko unka bare main bus thora bohat he pata hota ha . buzurgo ka rootba hota ha . for example shah , shah jo ha bozurgo k naam main laga hota ha . jesa baba bulleh shah,shah ghazi , zeem shah,hakeem shah, wegara wegara, jea masoom , kutbol katab , bukhare , jalali , rohani , qalander , makhdoom , ghazi, pir , faqeer,ghos , wali , wali Allah , sharif , auliyah , sarkar,mola,aqa,baba,sarmast,shahenshah ,shahenshah waquat wegara wegara
Jis be mazr pe jahe un buzurg darjat ya to unhe ki mazar k under likha hote ha . yeah apko main jo mazar ka bara gate ha waha per likha howa nazar ahe gay a mazar ki lahat jaha pe sahib buzurg ki pagre rakhe hote ha us pe likha howa nazar ahe ga ya phir mazar ki kisi side pe he nazar ahe ga. Darjat maloom karna se apko yeah faida hoga k apko andaza ho jahe ga k yeah buzurg kitna power full ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Sahib e mazar ka intikhab

As salamu allaiqum

Jesa ka mana bataya ha k buzurgo ka rohani darjat hote ha . or buzurg alag alag kam karte ha matlab har tareeqa ka faiz nahi pouchate ya bazz buzurg ahsa be hota ha jo her tareeqa ka faiz pouchta ha . laken bazz buzurg ahsa hota ha jo her kam nahi karte . jesa kohi mazar ha waha per sirf jinn bhoot ki haziraat or jadu ki kaat hote ha . laken agar app ushe paitent ko dosare mazar pe le kar jao ga to waha per jinnat ki haziraat nahi hote . q k wo dosare mazar is kisam k kam nahi karte is liya apko khod select karna pareen ga mazar apna kam k motabik , ka aiya kon se mazar pe jaya jahe . abb is kam main be log he apki madad kareen ga . yani mazar pe ana jana walay log he bata den ga k yaha se hum ko fala fala faida howa . jesa kisi ko olad nahi hote thi to waha se olad ho gahe wegara wegara . ya phir app ko mazar ka khadim log bata de ga k yaha se fala fala faiz hota ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Sahib mazar ka adab wa adaab

As salamu allaiqum
Mazar pe hazire dena ka kuch adab wa adaab hota ha . app ko is ko follow karna lazmi ha q k is main app he ka faida ha . sab se pehla to app pak saaf ho kar mazar pe jahe . dosara ba wazu mazar ka under dakhel ho . hath band lain . phir app fatiha den . matlab 4 qul or surah fatiha pareen ya jo be app ko sorate ate ho wo parleen . phir app dua kareen k ya Allah is ka saweb fala buzurg ki roh pak ko bakash de. Phir mazar pe beth jahe do zano ho k jesa app namaz main ahtaiyat parte howa beth ta ha wesa . ladies jo ha wo burkha main jai .q k burkha bohat zaroore ha . app Allah k buzurg ka ghar main ha or jo Allah k buzurg hote ha uder Allah he ka kanoon chalta ha to burkha k hukum be Allah he ka ha to is liya burkha pehan ka jahe yeah lazmi ha . paak saaf ho kar jai or ba wazuhalat main mazar ka under dakel ho .mazar k under beth jahi jesa namaz main beth ta ha phir fatiha den . or apna haq main Allah se dua kareen . mazar k under shoor na machae . na he ochi ochi awaz main ake dosare se baat kareen , koshes kareen jab phone wegara ahe to mazar se bahar chalay jahe . agar kisi ko gas ka problem ho to wo bahar ja kar kharij kareen .or phir wazu kar k dobara mazar main dakel ho , pan ,ghutka , sigrate yeah sab mazar ka under beth k na piya , or na he ahse cheeze apna sath mazar k under le kar jahe . koshes kareen k achi golab ki khushbo laga k jahe .agar mard hazrte sir pe topi pehan lay to or be acha ha .


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Sahib mazar ki bad dua or rajat se bacha

AS salamu allaiqum
Sahib mazar se jesa logo ko faida pouchta ha wesa nooksan be pouch sakta ha logo ki apni galti ki waja se .laken kuch keh nahi sakta k nooksan hoga be ya nahi jesa Allah tala maaf karna ko passand karta ha to yeah Allah ki raza k liya logo ko maaf kardeta ha . laken jo jalali buzurg hota ha phir wo saza deta ha . ya phir bad dua deta ha ya buzurg ka log yani jinnat wa mokelat wo rajat mardeta ha jis se insan pagal ho jata ha ya phir buzurg bad dua de deta ha to us insan ki pore life barbad ho jate ha . ahse cheezo se bach na k liya sab se pehla to app sahib mazar ka bohat adab kareen . yeah jaan lay k app sahib mazar ka jitna zada adab kareen ga wo apse otna zada khush hoga . dosara app un se jab be madad manga to unse iltija kareen yeah nahi k app sahib mazar ko order mar rahe ho . for example mujha gare do . sham tak mujha gare mil jani chaheya or mare 1000 gazz ki koti ka be intezam ho jana chaheya taka main us main gare khare to kar sako . yeah tareeqa sahih nahi ha awaz ko soft kareen or is jumla ko app demi or iltija wali awaz se kahe jesa k app badshah se faryad kar rahe ho example aye sahib e mazar , app Allah k nake buzurg ha Allah tala app per meharban ha wo apki sunta ha App mera haq main Allah tala se dua kardijiya . main apka pass faryad le kar aiya ho mare morad bhardijiya . main to mangta ho app to logo ki jholiya bharte ha zara mujh pe be apni karam nawazi kijiya .main gareeb yaha apki darga main hazir howa ho apni hajato ko le kar zara mujh pe be maharbani kardijiya .aye sahib mazar main to kisi ko kuch nahi de sakta laken Allah ny apko taqat de ha app to de sakta ha to Allah ki de howi taqat se mare morado ko be pora kardijiya . aye sahib e mazar main yaha per bare umeedo se aiya ho app mare taraf tawaja farmahiya mujha gare chaheya chalana k liya app mare gare ka intezam kardijiya or agar app sath main 1000 gazz ki koti ka intazam karde ga to main us main gare aram se khare karloon ga . mare morad ko pora kijiya Allah ka wasta yeah misal mana samjhana k liya de ha . abb kuch or be kam mazar ka under na kareen for example pan , ghutka , sirgate ya dosara nasha , napak ho kar mazar ka under jana, orato ko deakna ya unki sharamgaho ko deakna . khas tor pe ladies bapardage karte ha mazar pe or bohat se ladies napaki ki halat main mazar ka under chalai jate ha . bohat se ladies bal khul ka mazar ka under ghumti ha yeah is kisam ki orate bohat nooksan othate ha apni inhe harkato ki waja se . mazar ka under bore bateen karna gali dena zoor zoor se chik na chilana chore karna , ,shaitani kam karna , larahe jagra marpit yeah sab karna yeah sab harkato se bazz rahe . khod socha agar buzurg ny bad dua da de to bajahe life bana k ulti barbad ho jahe gee is liya ahsa kam na kareen jis se khod he ko nooksan ho


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





marna ka baad Allah ka nake logo ka zinda rehna

As salam u allaiqum

bohat se log ataraz karte ha k mazaro pe ja kar app q saheb buzurg se dua ki darkhuwast kar rahe ho . halaka yeah to is dunia se parda farma gahe ha . is main kohi shak nahi k Allah k nake buzurg log joo k afzaleen darja k buzurg ha un main nabi peghamber etc, or jo kam darja k log ha un main . baba . pir wali Allah etc , or dosare darja k log ha yeah log is dunia se parda to kar jata ha laken wo zinda hote ha Allah k hukum se q k yeah log Allah k ha se darja pate ha

is ko quran or hadith ki roshni main bayan karta ho

Allah talah marna k baad zinda kardeta ha .

Allah talah quran pak main farmate ha

(5) اور جو الله کی راہ میں مارے جائیں انہیں مرا ہوا نہ کہا کرو بلکہ وہ تو زندہ ہیں لیکن تم نہیں سمجھتے
( سورة البقرة , Al-Baqara, Chapter #2, Verse #154)

(7) اور جو لوگ الله کی راہ میں مارے گئے ہیں انہیں مردہ نہ سمجھو بلکہ وہ زندہ ہیں اپنے رب کے ہاں سے رزق دیے جاتے ہیں
( سورة آل عمران , Aal-e-Imran, Chapter #3, Verse #169)

54اور جب موسیٰ نے اپنی قوم سے کہا اے میری قوم بے شک تم نے بچھڑا بنا کر اپنی جانوں پر ظلم کیا سو اپنے پیدا کرنے والے کے آگے توبہ کرو پھر اپنے آپ کو قتل کرو تمہارے لیے تمہارے خالق کے نزدیک یہی بہتر ہے پھر اس نے تمہاری توبہ قبول کر لی بے شک وہی بڑا توبہ قبول کرنے والا نہایت رحم والا ہے

55اور جب تم نے کہا اے موسیٰ ہم ہرگز تیرا یقین نہیں کریں گے جب تک کہ روبرو الله کو دیکھ نہ لیں تب تمہیں بجلی نے دیکھتے ہی دیکھتے آ لیا

56پھر ہم نے تمہیں تمہاری موت کے بعد زندہ کر اٹھایا تاکہ تم شکر کرو

( سورة البقرة , Al-Baqara, Chapter #2, Verse #54,55,56)

(7) کیا تم نے ان لوگو ں کو نہیں دیکھا جو موت کے ڈر سے اپنے گھروں سے نکلے حالانکہ وہ ہزاروں تھے پھر الله نےان کو فرمایا کہ مرجاؤ پھر انہیں زندہ کر دیا بے شک الله لوگوں پر فضل کرنے والا ہے لیکن اکثر لوگ شکر نہیں کرتے
( سورة البقرة , Al-Baqara, Chapter #2, Verse #243)

(10) یا تو نے اس شخص کو نہیں دیکھا جو ایک شہر پر گزرا اور وہ اپنی چھتوں پر گرا ہوا تھاکہا اسے الله مرنے کے بعد کیوں کر زندہ کرے گا پھر الله نے اسے سو برس تک مار ڈالا پھر اسے اٹھایا کہا تو یہاں کتنی دیر رہا کہا ایک دن یا اس سے کچھ کم رہا فرمایا بلکہ تو سو برس رہا ہے اب تو اپنا کھانا اور پینا دیکھ وہ تو سڑا نہیں اور اپنے گدھے کو دیکھ اور ہم نے تجھے لوگوں کے واسطے نمونہ چاہا ہے اور ہڈیوں کیطرف دیکھ کہ ہم انہیں کس طرح ابھار کر جوڑدیتے ہیں پھر ان پر گوشت پہناتے ہیں پھر اس پر یہ حال ظاہر ہوا تو کہا میں یقین کرتا ہو ں کہ بے شک الله ہر چیز پر قادر ہے
( سورة البقرة , Al-Baqara, Chapter #2, Verse #259)

(19) بھلا وہ شخص جو مردہ تھا پھر ہم نے اسے زندہ کر دیا اور ہم نے اسے روشنی دی کہ اسے لوگوں میں لیے پھرتا ہےوہ اس کے برابر ہو سکتا ہے جو اندھیروں میں پڑا ہو وہاں سے نکل نہیں سکتا اسی طرح کافروں کی نظر میں ان کے کام آراستہ کر دیئے گئے ہیں
( سورة الأنعام , Al-Anaam, Chapter #6, Verse #122)

hadith ki roshni main


Sahi Bukhari: 13:115: “A well-dressed soul may be naked hereafter for not praying in time…”
Sahi Muslim-20:4651:The souls of the martyrs live in the bodies of green birds who have their nests in the chandeliers hung from the throne of Allah; they eat the fruits of paradise; they would request Allah to return their souls to their bodies so that they may be slain in the path of Allah again…”

yeah videos deakha is main be buzurg ka zinda hona saboot ha



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





kya kabar ka murdo ki Allah sunta ha ..?


As salamu allaiqum 

bohat se ahsa log  ha jo mazaraat ko nahi maante . or bohat se log ahsa ha ko kehta ha k balah jo mar gaya to Allah us ki kesa suna ga . halaka wo mar chuka ha . in logo ka yeah kehna ha jab ake insan marchuka ha to app us mare howa insan ki kabar per ja kar q dua ka liya darkhuwast kar rahe hoo . ahsa log kehta ha ka app Quran or hadith se ake amal be sabit karden   to inshallah main is ko sabit karta ho k Allah sunta ha Quran or hadith se 

Allah Talah Quran pak main irshad farmata ha 

(4) اور زندے اور مردے برابر نہیں ہیں بے شک الله سناتا ہے جسے چاہے اور آپ انہیں سنانے والے نہیں جو قبروں میں ہیں
(  سورة فاطر  , Fatir, Chapter #35, Verse #22
)

is aiyat main allah talah farmate ha or zinda or murda baraber nahi ha bashak Allah talah sunata ha jisa chahe . matlab k dono ko sunata ha murdo ko be sunta ha or zinda logo ko be jise cahe . zahir ha sunta wohe ha jo zinda hota ha  lehaza kisi wali Allah ya prophet ki kabar per ja kar unse darkhuwast karna ka App hamare haq main Allah se dua karde to yeah jahiz ha Q k Allah apna nake bando ki sunta ha 

Allah talah surah abasa main farmate ha 

                17           انسان پر خدا کی مار وہ کیسا ناشکرا ہے              

                18           اس نے کس چیز سے اس کو بنایا             

                19           ایک بوند سے اس کوبنایا پھر اس کا اندزہ ٹھیرایا       

                20           پھراس پر راستہ آسان کر دیا     

                21           پھر اس کو موت دی پھر اس کو قبر میں رکھوایا

                22           پھر جب چاہے گا اٹھا کر کھڑا کرے گا

(  سورة عبس  , Abasa, Chapter #80, Verse #17 to 21)


tahir ul qadri k quran ka tarjuma main be yahe baat likhi ha 




 agar app 21 or 22 aiyat ko ghoor se pareen to Allah talah is main farmate ha k qabar main jab chahe utha kar khara kareen ga . yani marna ka baad be Allah ki marzi se murda khare hote ha . jo log nake hote ha wali Allah . buzurg . or prophet . yeah Allah pak ki kabro main ebadat kar rahe hote ha Allah ka hukum se . or yeah baat hadiso se be sabit ha k Allah ka nabi apni kabar main zinda ha or ebadat main masroof ha . 

abb main hadith ki roshni main bayan karta ho ka hazrate mosa ny Allah k rasool se dua ka liya darkhuwast ki k app namazo ko kam karwa dijiya 


Narrated Anas bin Malik
The night Allah's Apostle was taken for a journey from the sacred mosque (of Mecca) Al-Ka'ba: Three persons came to him (in a dreamy while he was sleeping in the Sacred Mosque before the Divine Inspiration was revealed to Him. One of them said, "Which of them is he?" The middle (second) angel said, "He is the best of them." The last (third) angle said, "Take the best of them." Only that much happened on that night and he did not see them till they came on another night, i.e. after The Divine Inspiration was revealed to him. (Fateh-Al-Bari Page 258, Vol. 17) and he saw them, his eyes were asleep but his heart was not----and so is the case with the prophets: their eyes sleep while their hearts do not sleep. So those angels did not talk to him till they carried him and placed him beside the well of Zam-Zam. From among them Gabriel took charge of him. Gabriel cut open (the part of his body) between his throat and the middle of his chest (heart) and took all the material out of his chest and abdomen and then washed it with Zam-Zam water with his own hands till he cleansed the inside of his body, and then a gold tray containing a gold bowl full of belief and wisdom was brought and then Gabriel stuffed his chest and throat blood vessels with it and then closed it (the chest). He then ascended with him to the heaven of the world and knocked on one of its doors.
The dwellers of the Heaven asked, 'Who is it?' He said, "Gabriel." They said, "Who is accompanying you?" He said, "Muhammad." They said, "Has he been called?" He said, "Yes" They said, "He is welcomed." So the dwellers of the Heaven became pleased with his arrival, and they did not know what Allah would do to the Prophet on earth unless Allah informed them. The Prophet met Adam over the nearest Heaven. Gabriel said to the Prophet, "He is your father; greet him." The Prophet greeted him and Adam returned his greeting and said, "Welcome, O my Son! O what a good son you are!" Behold, he saw two flowing rivers, while he was in the nearest sky. He asked, "What are these two rivers, O Gabriel?" Gabriel said, "These are the sources of the Nile and the Euphrates."
Then Gabriel took him around that Heaven and behold, he saw another river at the bank of which there was a palace built of pearls and emerald. He put his hand into the river and found its mud like musk Adhfar. He asked, "What is this, O Gabriel?" Gabriel said, "This is the Kauthar which your Lord has kept for you." Then Gabriel ascended (with him) to the second Heaven and the angels asked the same questions as those on the first Heaven, i.e., "Who is it?" Gabriel replied, "Gabriel". They asked, "Who is accompanying you?" He said, "Muhammad." They asked, "Has he been sent for?" He said, "Yes." Then they said, "He is welcomed.'' Then he (Gabriel) ascended with the Prophet to the third Heaven, and the angels said the same as the angels of the first and the second Heavens had said.
Then he ascended with him to the fourth Heaven and they said the same; and then he ascended with him to the fifth Heaven and they said the same; and then he ascended with him to the sixth Heaven and they said the same; then he ascended with him to the seventh Heaven and they said the same. On each Heaven there were prophets whose names he had mentioned and of whom I remember Idris on the second Heaven, Aaron on the fourth Heavens another prophet whose name I don't remember, on the fifth Heaven, Abraham on the sixth Heaven, and Moses on the seventh Heaven because of his privilege of talking to Allah directly. Moses said (to Allah), "O Lord! I thought that none would be raised up above me."
But Gabriel ascended with him (the Prophet) for a distance above that, the distance of which only Allah knows, till he reached the Lote Tree (beyond which none may pass) and then the Irresistible, the Lord of Honor and Majesty approached and came closer till he (Gabriel) was about two bow lengths or (even) nearer. (It is said that it was Gabriel who approached and came closer to the Prophet. (Fate Al-Bari Page 263, 264, Vol. 17). Among the things which Allah revealed to him then, was: "Fifty prayers were enjoined on his followers in a day and a night."
Then the Prophet descended till he met Moses, and then Moses stopped him and asked, "O Muhammad ! What did your Lord en join upon you?" The Prophet replied," He enjoined upon me to perform fifty prayers in a day and a night." Moses said, "Your followers cannot do that; Go back so that your Lord may reduce it for you and for them." So the Prophet turned to Gabriel as if he wanted to consult him about that issue. Gabriel told him of his opinion, saying, "Yes, if you wish." So Gabriel ascended with him to the Irresistible and said while he was in his place, "O Lord, please lighten our burden as my followers cannot do that." So Allah deducted for him ten prayers where upon he returned to Moses who stopped him again and kept on sending him back to his Lord till the enjoined prayers were reduced to only five prayers.
Then Moses stopped him when the prayers had been reduced to five and said, "O Muhammad! By Allah, I tried to persuade my nation, Bani Israel to do less than this, but they could not do it and gave it up. However, your followers are weaker in body, heart, sight and hearing, so return to your Lord so that He may lighten your burden."
The Prophet turned towards Gabriel for advice and Gabriel did not disapprove of that. So he ascended with him for the fifth time. The Prophet said, "O Lord, my followers are weak in their bodies, hearts, hearing and constitution, so lighten our burden." On that the Irresistible said, "O Muhammad!" the Prophet replied, "Labbaik and Sa'daik." Allah said, "The Word that comes from Me does not change, so it will be as I enjoined on you in the Mother of the Book." Allah added, "Every good deed will be rewarded as ten times so it is fifty (prayers) in the Mother of the Book (in reward) but you are to perform only five (in practice)."
The Prophet returned to Moses who asked, "What have you done?" He said, "He has lightened our burden: He has given us for every good deed a tenfold reward." Moses said, "By Allah! I tried to make Bani Israel observe less than that, but they gave it up. So go back to your Lord that He may lighten your burden further." Allah's Apostle said, "O Moses! By Allah, I feel shy of returning too many times to my Lord." On that Gabriel said, "Descend in Allah's Name." The Prophet then woke while he was in the Sacred Mosque (at Mecca). 

mazeed is baat ko samajh na k liya ka ambiya , shuhada or peghamber zinda ha hadith ki roshni main to is link per visit kijiya 

http://mazarsinislam.blogspot.com/

       
Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Popular Posts