Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Monday, December 5, 2011

Sahib mazar ki bad dua or rajat se bacha

AS salamu allaiqum
Sahib mazar se jesa logo ko faida pouchta ha wesa nooksan be pouch sakta ha logo ki apni galti ki waja se .laken kuch keh nahi sakta k nooksan hoga be ya nahi jesa Allah tala maaf karna ko passand karta ha to yeah Allah ki raza k liya logo ko maaf kardeta ha . laken jo jalali buzurg hota ha phir wo saza deta ha . ya phir bad dua deta ha ya buzurg ka log yani jinnat wa mokelat wo rajat mardeta ha jis se insan pagal ho jata ha ya phir buzurg bad dua de deta ha to us insan ki pore life barbad ho jate ha . ahse cheezo se bach na k liya sab se pehla to app sahib mazar ka bohat adab kareen . yeah jaan lay k app sahib mazar ka jitna zada adab kareen ga wo apse otna zada khush hoga . dosara app un se jab be madad manga to unse iltija kareen yeah nahi k app sahib mazar ko order mar rahe ho . for example mujha gare do . sham tak mujha gare mil jani chaheya or mare 1000 gazz ki koti ka be intezam ho jana chaheya taka main us main gare khare to kar sako . yeah tareeqa sahih nahi ha awaz ko soft kareen or is jumla ko app demi or iltija wali awaz se kahe jesa k app badshah se faryad kar rahe ho example aye sahib e mazar , app Allah k nake buzurg ha Allah tala app per meharban ha wo apki sunta ha App mera haq main Allah tala se dua kardijiya . main apka pass faryad le kar aiya ho mare morad bhardijiya . main to mangta ho app to logo ki jholiya bharte ha zara mujh pe be apni karam nawazi kijiya .main gareeb yaha apki darga main hazir howa ho apni hajato ko le kar zara mujh pe be maharbani kardijiya .aye sahib mazar main to kisi ko kuch nahi de sakta laken Allah ny apko taqat de ha app to de sakta ha to Allah ki de howi taqat se mare morado ko be pora kardijiya . aye sahib e mazar main yaha per bare umeedo se aiya ho app mare taraf tawaja farmahiya mujha gare chaheya chalana k liya app mare gare ka intezam kardijiya or agar app sath main 1000 gazz ki koti ka intazam karde ga to main us main gare aram se khare karloon ga . mare morad ko pora kijiya Allah ka wasta yeah misal mana samjhana k liya de ha . abb kuch or be kam mazar ka under na kareen for example pan , ghutka , sirgate ya dosara nasha , napak ho kar mazar ka under jana, orato ko deakna ya unki sharamgaho ko deakna . khas tor pe ladies bapardage karte ha mazar pe or bohat se ladies napaki ki halat main mazar ka under chalai jate ha . bohat se ladies bal khul ka mazar ka under ghumti ha yeah is kisam ki orate bohat nooksan othate ha apni inhe harkato ki waja se . mazar ka under bore bateen karna gali dena zoor zoor se chik na chilana chore karna , ,shaitani kam karna , larahe jagra marpit yeah sab karna yeah sab harkato se bazz rahe . khod socha agar buzurg ny bad dua da de to bajahe life bana k ulti barbad ho jahe gee is liya ahsa kam na kareen jis se khod he ko nooksan ho


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





No comments:

Popular Posts