Aoa Mufti Sahab. Mera sawal ye hai ke mein ye jaana chahata hon ke mazaron pe ja ke jo log duaeien mangte hai kya woh theek hai ? agar dua mangi jaye tu kis tarah se us ka kuch maksos tareeqa hai ?mein karachi ka rehne wala hon sayed app ne suna ho Abdulah Shah Qazi ka mazar jo bohat mhushor hai clifton pe hai kya wahan ja ke koi dua mangi ja sacti hai ? Log aisa kehte hai ke Agar upper bat pouhchani ho tu neache se hi upper jana parta hai ye Allah ke neek bande reh chouke hai ye waseela ban sacte hai per Mufti Sahab Jab Allah Hamari Sheh Rag se bhi zayada Qareeb hai woh sab kuch jaanta hai hamare bare mein tu hum apni baat khod kiuo upper tak nahi keh sacte bhale hi hum ghunagar kiuo na ho ? barie meherbani meri in baton ka tafseel se jawab dejeye ga .
Answer
orignal website http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=10938
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
1 comment:
mera name abhishek he me 18 year ka hu me imane daki hona chata hu. me apne gar par loban galata hu jise muje chakar ate he ha or me baba se jo bi dua ki guzarish kata hu bo puri ho jati he me apne baba se baat kana chata hu plz bataye ki ham kese kare or ham ne iman me dakil hone ke bare me baba ki vaja se soch he or ab ham puri niyat karchuke he ham ne raamzano me 28 roze rake or tarabiye ,namaze padi he plz ham apne baba se baat karna chate he ham kabi kisi ko taklif me dekte he to ma ap ne baba ko or allaha ko yaad kate he or fir dekte hi deke us insan ki taklif dur ho jati he plz bataye
Post a Comment