Mazar pe hazire dena ka kuch adab wa adaab hota ha . app ko is ko follow karna lazmi ha q k is main app he ka faida ha . sab se pehla to app pak saaf ho kar mazar pe jahe . dosara ba wazu mazar ka under dakhel ho . hath band lain . phir app fatiha den . matlab 4 qul or surah fatiha pareen ya jo be app ko sorate ate ho wo parleen . phir app dua kareen k ya Allah is ka saweb fala buzurg ki roh pak ko bakash de. Phir mazar pe beth jahe do zano ho k jesa app namaz main ahtaiyat parte howa beth ta ha wesa . ladies jo ha wo burkha main jai .q k burkha bohat zaroore ha . app Allah k buzurg ka ghar main ha or jo Allah k buzurg hote ha uder Allah he ka kanoon chalta ha to burkha k hukum be Allah he ka ha to is liya burkha pehan ka jahe yeah lazmi ha . paak saaf ho kar jai or ba wazuhalat main mazar ka under dakel ho .mazar k under beth jahi jesa namaz main beth ta ha phir fatiha den . or apna haq main Allah se dua kareen . mazar k under shoor na machae . na he ochi ochi awaz main ake dosare se baat kareen , koshes kareen jab phone wegara ahe to mazar se bahar chalay jahe . agar kisi ko gas ka problem ho to wo bahar ja kar kharij kareen .or phir wazu kar k dobara mazar main dakel ho , pan ,ghutka , sigrate yeah sab mazar ka under beth k na piya , or na he ahse cheeze apna sath mazar k under le kar jahe . koshes kareen k achi golab ki khushbo laga k jahe .agar mard hazrte sir pe topi pehan lay to or be acha ha .
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
No comments:
Post a Comment